Pita

Posted: March 28, 2014 by Ankur in Writes...
Tags: , , ,

For Paa. 

“You are the best thing of my life”

Jab Duniya Me Mai Aaya,

Papa Ne Ungli Pakad Chalna Sikhaya,

Jab Pehla Kadam Bhi Na Aata Tha

Tab Good Me Utha Sansar Dhikhlaya.

Her Mushkil Me Ban Mera Saya,

Dost Ban Mujhko Samjhaya,

Jivan Kaise Jeena Hai,

Ye Papa Ne Batlaya.

Jivan ke Her Sukh- Dukh Sahke,

Pita Ka Farz Hai Nibhaya,

Meri Her chhoti – Badi Khushiyo K Liye

Apne Sukh Ko Hai Bhulaya.

Papa Aap He Meri Duniya Mera Pyar Ho,

Maa Ka Suhag Aur Mera Abhiman Ho,

Is Chhote se Parinde Ka Bada Aasman Ho,

Aap Swayam Parmatma Ka Avtar Ho.

Papa Aap Aupdarshit Annat Pyar Hai,

Aapse He Roti, Kapda aur Makan Hai,

Aapka He To Mere Sir Pe Haat Hai,

Aapke Bina Mera Jeevan Anaath Hai.

Aapse He Hai Sab Kuch Paya,

Aapne He, Mujhe Bada Banaya,

Aapko Krta Hun Mai Naman

Aap Ho To Mera Jeevan Hai Safal.

Vishav Me Kisi Bhi Devta Ka Asthan Duja Hai,

Papa Aap Ke Sewa He Sabse Badi Pooja Hai.

LOVE YOU DAD.

I MISS U.

Anand Dubey

F.I.M.T. IP University, New Delhi

anandkr.dubey@outlook.com

Comments
  1. shreshtha says:

    Awesom poem…. one cud evr gift to dad….. outstanding….anand!! 🙂

  2. shreshtha says:

    awsome anand…….. what an amazing poem… one cud evr gift to dad…….. wow !! outstandin…… hats off !! tears rolled up in ma eyes !! 🙂

  3. Anand Dubey says:

    Thank u Shreshtha 🙂

  4. Bhumika says:

    Its very heart touching 🙂
    An awesome one (y) 🙂

  5. Harshita says:

    All lines are hurt touching..
    Hr line sachi h

  6. Thank u
    Bhumika amd Harshitaa 🙂

  7. Keshav Giti says:

    Sir, Fan hogye apke hum..

  8. Anand Dubey says:

    hahahaa
    thank u bhai

Leave a Reply

Fill in your details below or click an icon to log in:

WordPress.com Logo

You are commenting using your WordPress.com account. Log Out /  Change )

Twitter picture

You are commenting using your Twitter account. Log Out /  Change )

Facebook photo

You are commenting using your Facebook account. Log Out /  Change )

Connecting to %s