Jb bhi badhe ye kadam tb tb manjil hi apna rukh badal deti hai…
Sayad ye meri mehnat me kami ya phir meri kismat ki hi nakami hai….
Har roj sapne buland hm krte hain sapno ko pankh dilane me na koi kasar hm chodte hain …
phir bhi na jane kyun.
Jb bhi badhe ye kadam tb tb manjil apna rukh badal deti hai…
Sayad ye meri mehnat me kami ya phir meri kismat ki hi nakami hai….
Jab bhi ye dastaan maine dusro ko sunai hai tb tb maine yahi ek hi mushwara unse pai hai nahi kami tere is kismat ki teri asaflta to teri km ki gai mehnat ne hi dilai hai….
phir bhi ye sb sun kr na milta is dil ko sakoon aur ye dil kahta hai beta tughe to bhagwan ne hi kismat baat te samay kanjoosi dikhai hai….
Jb bhi badhe ye kadam tb tb manjil apna rukh badal deti hai…
Sayad ye meri mehnat me kami ya phir meri kismat ki hi kami hai….
Amit Kumar
BBDNITM Lucknow